Ek Ladka Naukri Ki T ….
Ek Ladka Naukri Ki Talaash Mein Shehar Mein Aa To Gaya Lekin Use Rahne Ke Liye Kamara Nahi Mila
Thak Haar Ke Wo Kisi Ke Darwaje Ke Aage Baith Gaya,
Thodi Der Baad Ek Ladki Bahar Aayi. Usne Us Ladke Ki Story Suni Aur Uspar Taras Kha Ke Apne Hi Room Mein Rahne Ko Kaha, Ladka Maan Gaya.
Ladka Aur Ladki Dono Ek Hi Kamre Mein Ek Hi Bed Par Beech Mein Takiya Laga Kar Soote The. Kaafi Din Tak Wo Ek Saath Hi Rehte Rahe.
Ek Din Ladka Raat Ko Apni Job Se Late Aaya Aur Darwaaja Khatkaya Par Ladki Ne Nahi Khola.
Ladke Ne Darwaja Zor Se Se Khatkaya Par Andar Se Koi Jawaab Nahi Aaya.
Ladka Gusse Mein Aakar: “Darwaja Kholti Hai Ya Deewar Kood Ke Aau?”
Ladki Ne Andar Se Awaaz Lagai: “Abe Sale Rahne De, Tere Se Aaj Tak Ek Takiya To Kooda Nahi Gaya Aur Baat Karta Hai Deewar Koodne Ki.”
Moral Of The Story: “Jyada Shareef Ban Ke Bhi Koi Fayada Nahi Hota.“ 😛 😀

Fantastics